Thursday, July 8, 2010

Love shayari

Tujhe chue bina teri tasvir bana sakta hu main,
Tujhe dekhe bina tera hal bata sakta hu main,
Hain meri mohabbat main itna dum,
Teri aankh ka aasu meri aankh se gira sakta hu main...................